r1vermanab0at

Sunday, April 14, 2013

SONG


^ spread among the trainee cadets of the Indian army

^
tu zinda hai
tu zinda hai




tu zinda hai to zindagi ki jeet main yakeen kar
agar kahin hai swarg to utaar laa zameen par
tu zinda hai



R

hazaar rang chhal ke aayi maut tere dwar par
magar tujhe naa chhal saki , chali gayi woh haar kar.
tu aa mera shringar kar.

tu aa mujhe haseen kar.

agar kahin hai swarg to utaar laa zameen par.
tu zinda hai

yeh gam ke aur chaar din, sitam ke aur char din.
yeh din bhi jaayenge guzar, guzar gaye hazaar din,



tu aa kadam mila ke chal, tu aa mere sang chal,
agar kahin hai swarg to
utaar laa zameen par


tu zinda hai
tu zinda hai

0 Comments:

Post a Comment

Subscribe to Post Comments [Atom]

<< Home